Home » , , » Speech on 2nd October 2015 Mahatma Gandhi Jayanti speech in Hindi by Students Kids

Speech on 2nd October 2015 Mahatma Gandhi Jayanti speech in Hindi by Students Kids

GANDHI JAYANTI 2015 SPEECH :-

"सभी भाई और बहनों , गुरुजनों एवं प्यारे साथियों आप सबको गाँधी जयंती की हार्दिक शुभकामनाएं"
                                                    Hamare Rastriya Tyoharo Me 2nd October Ka Pramukh Sthan Hai. Yah Rashtriya Tyohar Rastrapita Mahatma Gandhi K Janm Divas 2nd October Ki Subh Smruti Me Manaya Jata Hai. Ahinsha Ko Apanna Dharm Manane Wale Mohandas Karamchand Gandhi Swadhinta Sangram Ke Rajnaitik Aur Aadhyatmic Neta The. Mahatma Gandhi K Nam Se Lok Priy Mohandas Karamchand Gandhi Ka Janm 2 October, 1869 Ko Porbandar, Gujarat Me Hua Tha. Porbandar Us Samay British Sasan K Antargat Bambai Precidency Ka Ek Bhag Tha. Unake Ghar Ko Aaj Kirti Mandir K Nam Se Jana Jata Hai. Gandhiji Ke Pita Karmchand Gandhi Porbandar Rajya Ke Diwan The. Kasturba Gandhi Ko Mahatma Gandhi Ke Anuyayi Aur Janata “Ba” Ken Am Se Pukarti Thi. 



2 October Ke Din Colllego Aur Schoolo Sahit Vibhinn Shaikshik Sansthao Me Anek Prakar Ki Pradarshaniya Aayojit Ki Jati Hai, Jo Gandhiji Ke Jivan Par Aadharit Hoti Hai. Isi Me Natak, Gane, Bajane, Sahit Nrutya Karane Ka Bhi Aayojan Hota Hai. Bapu Ki Jivan Ke Sambandhit Melo Aur Ghatnao Ka Aayojan Bhi Kiya Jata Hai. Na Keval Sikshan Sansthae Hi, Apitu Sarvajanik Sansthan Bhi 2 October Ke Subh Avasar Par Apana Avakas Mankar Bapu Ke Jivan Ko Yad Karke Unake Prati Apni Shradhanjali Arpit Kiya Karte Hai.


Is Subh Din Ko Hame Mahatma Gandhi Ke Satsankalpo Our Aadrsho Par Chalana Chahie, Jisase Ham Is Visal Bharat Ko Vikasit Bana Sake.

Jai Hind

0 comments:

Post a Comment

Trand Today